Apne Kirdaar Pe Daal Ke Parda IQBAL
Har Shakhs Keh Raha Hai Zamana Kharab Hai
9 November Iqbal Day
Gongai ho gai aj kuch zubban kehta kehta
Hickhaicha gaya mein khuad ko musalman kehta kehtaYe bat nahi k mujh ko us par Yakeena nahi
Bas dar gya khuad ko sahaib e leman kehta kehta
Taufeq na howi mujhe ek waqt kia namaz kia
Aur choup choup howa moazan azan kehta kehta
Kis kaafir ne jo poucha hai konsa mahina
Sharam se panai hath ghar gya Ramzaan kehta kehta
Mari almarai giard se ati kiata ka jo poucha
Mein gharh gya zamen main Quraan kehta kehta
Ye suin kha chup saadh lia IQBAL us ne
Yun laga jaise ruk gya ho mujh haiwan kehta kehta
Bal-e-Jibril-006Â
Â
Kya ishq aik zindagi e mastar ka
Kya ishq paidar se na paidar kaWoh ishq jis ki shama bujha de ajal ki phoonk
Uss mein maza nahi tapish o intizar ka
Meri bisaat kya hai tab o taab e yak nafas
Shole se bemehal hai ulajhna sharaar ka
Kar phli mujh ko zindagi javidan atta
Phir zauq o shauq dekh dil e beqaraa ka
Kanta woh de ke jis ki khatak la zawal ho
Ya Rab woh dard jis ki kasak la zawal ho
Â
Aurat - WomanÂ
Zarb-e-Kaleem : 103
Wujood e zan se hai tasveer e kainat mein rang
Issi ke saaz se hai zindagi ka souz e darunSharaf mein barh ke sureya se musht e khaak iss
Ki ke har sharaf hai issi durj ka dur e maknoon
Makalmaat e falatoon na likh saki lekin
Issi ke shole se toota sharaar e aflatoonÂ
Karenge ahl e nazar taaz bastiyan abad
Miri nigah nahi su e kufa o baghdadYe madrasa ye javan ye surur o ranai
Inhin ke dam se hai mai khana e farang abad
Na falsafi se na mulla se hai gharaz mujh ko
Ye dil ki maut wo andesha o nazar ka fasad
Faqih e shahr ki tahqir kya majal miri
Magr ye baat ki mein dundta ho dil ki kushad
Kharid sakhte hain duniya mein ishrat e parvez
Khuda ki den hai sarmaya e gham e farhad
Kiya hain faash rumuz e qalandari main ne
Ki fikr e madrasa o khanqah ho azad
Rishi ki faqon se tuuta na barhaman ka tilism
Asa na ho kalimi hai kar e be buniyad
Next
Ne mohra baqi ne mohra bazi
Jita hai rumi haara hai raazi
Raushan hai Jam e jamshed ab tak
Shahi nahi hai ba shisha bazi
Dil hai musalman mera na tera
Tu bhi namazi mein bhi namazi
Main jaanta hun anjam us ka
Jis marke mein mulla hon ghazi
Turki bhi shirin tazi bhi shirin
Harf e mohabbat turki na tazi
Azar ka pesha khara tarashi
Kar e khalilan khara gudazi
Tu zindagi hai paendagi hai
Baqi hai jo kuch sab khak bazi