Tishnagi Aankhon Mein Aur Darya Khayalon Mein Rahe - Ghazal Urdu

Ghazal Urdu, best urdu poetry, Urdu poetry , Ghazal , Shayari , Sad Poetry And Funny Jokes, urdu best poetry 4u

Tishnagi Aankhon Mein Aur Darya Khayalon Mein Rahe

Tishnagi ankhon mein aur daria khayalon main rahe
Hum nawa gar khush rahe jaise bhi halon mein rahe

Is qadar dunia k dukh ay khobsorat zindagi
 jis tarah koi  titali koi makri k jolon mein rahe

Dekhna ay rah-e-norid-e-shauq koye-e-  yar tak
Kuch na kuch rang-e-hina paon k chalon mein rahe

Hum se kion mange hisab-e-jan koi jb umar bhar
Kon hain?kia hain?kahan hain? In sawalon mein rahe

Bad zani aisi k ghairon ki wafa bhi khot thi
Sooya-e- zan aisa k hum apno ki chalon mein rahe

Aik Dunia ko meri deewangi khush aa gai
Yar maktab ki kitabon k hawalon mein rahe

Ishq mein dunia ganwai hai na jan di hai
Phir bhi hum ehl-e-mohabbat ki misalon mein rahe

Gum e Hieyat ka jhagra meta raha hai koi

Chale ao kha dunya say ja raha ha koi

Azzal say kiha do kha roh  jayi do ghare
Sona ha ane ka wada nebha raha ha koi

Woh is naz sa baethe heen lash ka pas
Jase rothe howay ko mana raha ha koi

Palt kar na ae jayi phr sans nabzoon mein
Itne husen hathoon sa maeyat saja raha ha koi 

Faqlh e shahr ki majlis se kuch bhala na hua

Ki us se mil ke mizaj aur kafirana hua

Abhi abhi wo gaya hai magar zamana hua
Wo raat khawab hui wo sukhan fasana hua

Kuch ab ke aise kade thi firaq ke mausam
Tiri hai baat nahi main bhi kya se kya na hua

Hujum aisa ki rahen nazar nahi ati
Nasib aisa ki ab tak to qafila na hua

Shahid e shab faqat ahmed Faraz hi to nahi
Ki jo charagh ba kaf wahi nishana hua


Next

Eitna santa kha jaesay ho saqut sahara
Aese taraqe kha ankhon nay dahe de ha

Jane zindan say adar kon say manzr ho gey
Mujh ko dewar hi dewar dekhae de ha

Dor ik fakhata boale ha boht dor khaae
Phla awaz muhabat ke sunae de ha

Next

Faraz ab koi  sauda nahi junu n bhi nahi
Magar qaraar se din kat rah ho yu bh nahi