Ajab mazaq hai islam ki taqdeer k sath
Kata Hussain(A.S) ka sar nara e takbeer k sath
Ghulami mein na kaam aati hain shamshiren na tadbiren
Jo ho zauq e yaqin paida toh kat jaati hain zanjiren
Firqa bandi hai kahin aur kahin zaatein hain
Kya zamane mein panapne ki yehi baatein hainÂ
Amaal se zindagi banti hai jannat bhi jahanum bhi
Yeh khaki apni fitrat mein na noori hai na naari hai
Haram ke pas koi ajmi hai zamzama sanj
Ke tar tar huwa jama haye ahrami
Haqiat e abdi hai maqam e shabiri
Badalte rehte hain andaz e kufi o shami
Mujh ye dar hai muqamir hain pakhta
Na rang laya kahin tere hath ki khami
Ajab nahi k Musalman ko phir atta kar dain
Shikoh e sanjar o faqr e Junaid (R.A) o Bastami (R.A)
Qaba e ilm o hunar lutf e khaas hai warn
Tari nigah mein thi meri na khush andami
************************
Daikh kaisi Qayamat si barpa hui hain anshiyanon pay IQBAL
Jo lahoo se tameer huye tha paani se bah gya
************************
Ishq qaatil say maqtool say hamdardi bhi
Yeh bta kis say muhabbat ki jaza mangay ga
Sajda khaaliq ko bhi Iblees say yarana bhi
Hashr mein kis say aqeedat ka sila mangay ga
************************
Khuda to milta hai insaan hi nahi milta
Yeh cheez woh hai jo dekhi kahin kahin mein
************************
Jin ke angan mein Ameeri ks shajar lagta hai
Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai
************************
Fana na kar apni zindaghi ko rah e janoo mein ay jawan
Tab kary ga ibadat jab gunha karny ki taqat na ho gi
************************
Osa quma ko shamshair ki hajat nahi raihte
Ho jis ka jawaano ki khudi soorat e folaad
************************
Han dikha de ae tasuwar phir wo subah sham tu
Dor peche ki taraf ae gardish e ayam tu
Ghulami mein na kaam aati hain shamshiren na tadbiren
Jo ho zauq e yaqin paida toh kat jaati hain zanjiren
Firqa bandi hai kahin aur kahin zaatein hain
Kya zamane mein panapne ki yehi baatein hainÂ
Amaal se zindagi banti hai jannat bhi jahanum bhi
Yeh khaki apni fitrat mein na noori hai na naari hai
Mari nawa se huwa zinda arif o ami
Diya hai main ne inhain zauq e atish ashamiHaram ke pas koi ajmi hai zamzama sanj