Ki Muhammad se wafa tu ne
Ki Muhammad se wafa tu ne toh hum tere hain
Ye jahan cheez hai kiya Louho qalam tere hain

Wo ilm apne boton ka hai ap Ibraheem
Kya ha jis ko khuda ne dil o nazar ka nadeem
Zaman aik, Hayat aik, Kainat b aik
Daleel e kam nazari qissa e jadeed o qadeem
Woh ilm kam basri jis mein ham kinar nahi
Tajaliat e kaleem o Mushahidat e hakeem
Ye kafan ye Qabr ye janaze
Rasm e shariat hai Iqbal
Mar to insan tub hi jata hai
Jub yaad karne wala koyi na ho
Ghazab danish haazir se ba khabar ho mein
Ke mien is aag mein dala gya ho misal khalil
Urij adam khaki se anjum shme jata hain
K yeh toota sun howa taara meh kaamil nahi ban jaye
Tere intaha ishq meri intaha
To b abhi na tamam mein b abhi na tamam
Aqabi roohi jab beedar hoti hai jawanu mein
Nazar ati hai un ko apni manzil asmano mein
Aqaal ko tanqeed se fursat nahi
Ishq par amaal ki bunyaad rakh
Amal se zindagi banti hai jannat bhi jahannun bhi
Yeh khaki apni fitrat mein nahi noori hai nahi naari hai
Ghlami mein nahi kaam ati hai smsyryn nahi tadbeerye
Jo ho zouq yaqeen peda to kat jati zanjeerenÂ
Labrez hai sharaab e haqiat se jaam e hind
Sab falsafi hain khitta e maghrib ke raam e hind
Ye hindiyo ke fikr e falak ras ka hai asar
Rifat mein aasma se bhi u ncha baam e hind
Isi des mein hoe hain hazaaro malak saraskht
Mash hoo jinke dam se hai dunia mein naam e hind
Hai ram ke wujood pe hindostaa ka naaz
Ahl e nazar samjhte hain usko imam e hind
Nigah faqer mein shaan sikandari kya hai
Kharaaj ki jo gadda ho wo qaisery kya hai
Buton se tujh ko umeeden kkuda se nomaidi
Mujhe bta to sahi aur kaafri kya hai
Fallak ne un ko ata ki hai
Khabar nahi rawish bandah parwari kya hai
Faqat nigah se hota hai faisla dil ka
Nahi ho nigah mein shokhi to dilbari kya hai
Isi khata se atab maloq hai mujh pr
K jaanta hon mall sikandari kya hai
Kisay nahi hai tamnaye saroori
Khudi ki mout ho jis mein wo saroori kya hai
Khush a gayi hai jahan ko qlandri kya hai
Is raaz ko ik mard farangi ne kya pash
Har chand ke dana usa khoola nhi karte
Jamhoriat ik tarz hukoomat hai ke jis min
Bundon ko gina karte hain tola nahi karte