Shikwa Jawab E Shikwa
Shikwa Jawab e Shikwa by Iqbal
dil se jo baat nikakti he asar rakhti ha
per nahi taqat e perwaz magar rakhti ha
qudsi e asal he rifa'at pe nazar rakhti he
khak se uthti gardun pe he gzar rakhti ha
ishq th fina garo sir kash o chalak meraÂ
asman cheer gye nal e bebak mera
peer a gurdun ne kah sun k kahin he koi
bolay siaray sir e arsh e bareen he koi
chand kehta tha nahi ahi e zameen he koi
kehkashan kehti thee posheeda yakeen he ha koi
kuch jo samjha mere shikway ko yu riwan samjha
mujhe jannat se nikal huwa insan samjha
thee frishton ko b herat k yeh awaz he kia
arsh walon pe b khulta nahi ye raaz he kia
taar sir e arsh b isan tag o taz he kia
aa gal khak ki chutki ko b perwaz he kia Â
ghafil adaab se ye sukaan e zameen kese hen
shokh o gustakh ye pasti k makeen kese hen
is qadr shokh k ALLAH se b berham he
tha jo mesjood e malalik wohi adam he
allm kaif he danal ramooz e kam heÂ
han magar ijaz israr se na mehram he
naz he taqat e guftar pe insanon koÂ
baat krnay ka saleeqa nhi nadanon ko
asman geer huwa nara e mastan tera
kis qadr shokh zuban he dil dewana tera
shukar shikway ko kia husane ada se tu ne
hum shukhn kar diya bandon ko khuda se to ne
hum to maail ba karm hen koi saail he nahi
raah dikhlayen kisay raahro manzil he nhi
tarbiat aam to johar qabil he nhi
jis se tammeer ho adam ki ye wo gul he nhi
koi qabil ho to hum shaan e kai dete hen
dhundnay walon ko duniya b ni dete hen
haath be zoor hen alhad se dil khugar hen
ummati bais e ruswal peghambar hen
but shikn uth gaya baqi jo reh gai but gr henÂ
tha ibrabeem pafr aur pisr aazr hen
bada asham nye bada nya tum b nai
harm e kaba nya but b nye tum b nai
wo b din thay yahi maya e raanal tha
nazish mosam gul laala e sehrai tha
jo musliman tha Allah ka sodai tha
kabhi mehboob tumhara yahi hrjai tha
kisi yakjai se ab ahad e ghulami kr loÂ
millat e Ahmad e mursil ko mqami kr lo
kis qadr tum pe gran subh ki bedari heÂ
hum se kb payr he hain neend tumhen piyari he
taba azad pe qaid e Ramzan bhari he
tumhi ke do yahiaain o wafadari he
qom mazhab se he mazhab jo nahi tum b nhiÂ
jazb bahim jo mehfil e anjum b nhi
jin ko ata nahi dunya me ko fun tum ho
nahi jis qom ko pwrwai nasheman tum ho
bijlian jis me hon asuda wo kharmen tum ho
bech khatay hen jo islag k madfan tum ho
hon ko naam jo qabron ki tijarat kr kÂ
kia n becho ge jo mil jayen sanam pather k
safha e dehar se batil ko mitaya kis ne?
noo e insan ko ghulami se churata hkis ne?
mere kaabay ko jabeenon se bsaya kis ne?
mere Quran ko seenon se lgaya kis ne?
thay kaha behar e Musliman he faqat wada e hoor
shikw beja b kray koi to lazim he shaoor
adal he fatir e hasti ka azal se dastoorÂ
Muslim ayen huwa kafir to mily hoor o qasoor
tum me hooron ka koi chahnay wala he nhiÂ
jalwa e toor to mojood he Musa he nhi
manfaat aik he is qom ka nuksan be aik
aik he sub ka Nabi Deen b Emaan b aik
harm e paak b Allah Quran a aik
kuch bari baat the hotay jo Muliman b aik
firqa bandi he kahin aur kahen zaatain hen
kia zamanay me pnapnay ki yahi baten hen
kon he tarik e aain Rasool e MUkhtar
maslihat wat ki he kis k amal ka miar
kise ki ankhon me samya he shaar e aghyaar
ho gai kis ki nagah tarz e saif se bezar
qaib me soz nahi rooh meihsas nhiÂ
kuch b pegham e Muhammad ka tumhen pas nahiÂ
ja k hotay hen masjid me saf ara to ghreeb
zehmat e roza jo gwara krtan hen to ghreeb
naam leta he agar koi hamara to ghreebÂ
parda rakhta he agar koi tumhara to ghreeb
umra nasha e dolat me hen hum se
zinda he milat e beza ghurba k dam se
wa'ez qom ki wo pukhta khayali na rahi
barq tabey na rahi shola mkali na rahi
reh gai rasm e azan rooh e bilai na rahi
falsfa reh gay taqwwn e ghazali na rahi
masjiden msrsia khawan hen k namazi na rahy
yani wo sahib ausaf e hiji na rhayhijazi na rahy
shoor he ho gaye dunya se musliman naboodÂ
hum ye kehtay hen k thay b kaheen muslim mojood
waza me tum ho nisara ho tmaddun me hanood
ye musliman hen jinhen dekh k shermayen yahood
yun to syed b ho mirza b ho afghan b ho
tum sabhi kuch ho btao MUSLIMAN b ho
dane taqreer the Muslim ki sidaqat bebaakÂ
adal is ka qawi los e mara'at se paak
shajar fitrat muslim tha haya se numnaak
tha shujat men wo ik hasti foq adrak
khud gudazi num kefiat sehba ysh bod
khali az khwesh shudn surat meenaish
har muliman rag e  batil k liay nashtar tha
is k aaina hasti me amal johar tha
bap ka ilm na betay ko agar azbar ho
phir pisr qabil e meeras e padr kyun kr ho
hr koi masti mai zoq tan asani he
tum musliman ho ye andaz e muslimani heÂ
haidery faqr he na dolar e usmani
tum ko islaf se kia nisbat rohani he
wo zmanay me moaziz thay musliman ho kr
aur tum khwar huay tarik e quran ho kr
tum ho appis me ghzabnak wo appis me rahem
tum khta karo khta been wo khta posh o kareem
chahty sub hen k hon ooj e surreya pe mukeem
pehlay wesa koi peda to kray qaib e saleem
takht fagfoor be in ka tha sarer ke beÂ
yonhi btain hen tum me wo hammian he b
khudkushi shewa tumhara wo ghyoor o khuddadrÂ
tum akhuwat se gurezan wo akhuwat pe nisar
tum ho guftar sarpa wo srapa kirdar
tum trastay ho kali ko wo gulistan e biknarÂ
ab talk yad he qomon ko hikayt in ki
naqsh he safha e hasti pe sadaqat in ki
misi e anjum ufq e qom pe roshan b huwayÂ
boht e hindi ki muhabbat me berhaman b huwya
shok e perwaz me mehjoor e nasheman be huwayÂ
be ami thay jawan deen se bad zan huway
in ko tehzeeb ne her band se azaad kia
la k kabay se sanam khany me abad kia
qais zehmat kash e tenhai sehra me rahy ya ne rahy
shehar ki khai hawa bada e pemana rhy
wo to deewana he basti m rahy ya na rahyÂ
ye zaruri he hijab e rukh e laila na rahy
gila e jor na ho shikwa e bedad na ho
ishaq azad he kayun husan b azad na ho
ahad e no bark he aatish zan her kharman heÂ
alman is se koi sehra na ko gulshan rhay
is ni aad ka aqwam e kuhan  eenhan heÂ
millat khatm e Rusul shola ba perahn ha
ajj b ho jo ibraheem(A.S) ka eeman pedaÂ
aag ker ssakit he andaz e gullistan peda
dekh ke rang e chamn ho na preshan maliÂ
kokab e ghuncha se shahien hen chmaknay wali
khas o khashak hota he gulistan khailÂ
gul ber andaz he khoon e shuhda ki lail
rang gurdoon ka zra dekh to anabi he
ye nikalty huway suraj ki ugk tabi he
ummatai gulshin e hastai me samar cheeda b hain
aur mehroom e samr b hen khazan deeda b h hain
senkron nakhi henkaheed b baleeda b hen
senkron batn chamn me abhi posheeda b hen
nakhi e Islam namoona he baroo mandi ka
phal he ye sedkroon ki chamn bandi kaÂ
waqt e fursat he kahan kaam abi baqi he
noor e toheed ka atmam abi baqi he
misi bo qaid he ghunchay me preshan ho ja
rakht dardosh hawal chamnstan ho ja
he tik maya to zarray se byaban ho ja
naghm e moj se hungama e toofan ho ja
quwat e ishq se her past ko bala kar de
dehr me isme Muhammad(S.A.W) se ujala kar de
ho na ye phool to bulbul ka tarannum b na hoÂ
chmn dehr me kailon ka tabassum b na ho
khaima e aflak ka istada isi naam se heÂ
nabaz e hasti tapish amada isi naam se he
dasht me daman e kohsaar me medan me he
behar me moj ki aadosh me toofan me he
chashim e aqwam ye nazra abad tak dekhy
rif'at e shan....... dekhay
paak he gard e watan se sr e damaan teraÂ
tu wo yousug he her misr he kinaan tera
qafla ho na skay ga kabi weeran tera
ghaair ik bang e dra kuch nhi saman tera
nakhi shma asti wa dr shola dod resha e tu
aaqbat soz bod saya e andesha e tu
tu na mit jaye ga iran k mit jany se
nasha e may ko taaluk nhi paimanay se
he ayan urish e tatar k afsany se
pashan mil gyae kabay ko sanam khanay seÂ
kashti e haq ka zamany me sahra tu he
asr e no raat he dhunla sa sitara tun he
he jo hungame bpa urish e beighari kaÂ
ghaliion k liay pegham he bedaari kaÂ
tu smajhta he ye saman he dil azari ka
imtihaan he tere eesar ka  khuddari ka
kyun harasan he saheel fars ada seÂ
noor eh haq bujh na skay ka nafs e ada se
chasham e aqwam se makhfi he haqeeqat teri
he abhi mehfil e hasti zrurat teriÂ
zinda rakhti he zamany ko harsrat teriÂ
kokab qismat imkaan he khailafat teri
mardm e chashm zameen yani wo kail dunyaÂ
wo tumharay shohda painay wali dunya
garmi mehr ki perwarda hilail dunya
ishaq walay jisy kehty hen bilail dunya
tapish andoz he is naam se paaray ki terha
ghato zan noor he ankh k taaray ki terha
aqal he teri sipr, ishq he shamsheer teri
meray dervsh khilafta he jahangir teri
masavi Allah k liay aag he takheer teri
tu Musliman ho to Taqdeer he tadbeer teri
ki Muhammad (S.A.W) se wa tu ne to hum tere hainÂ
ye jahan cheez he kia loh o qalam tere he
Zaibi