Best Quote in Urdu
RAB se Maa Baap Door ho kar
Insaan Hamesha Paresha he Rehta hai
Kabi kabi onse melna parta ha jinko ap milna nhi chahte
or kahbi onko melna nahi chahte
Agr ap shahi ho to kuch bhi saabat krny ki zarort nhi
Waqt khud hi apki gawahi dy ga
Zindagi main kuch pal asisay atay hain
Jinhain ham chah kar bhe apni yaadasht se
mita nahi sakty
Mujha iktalaf hai un logo se jo kehtay hain
K waqt har zakham ko bhar daita hai
Kabhe kabhe marne ka liya zeher ki zarorat nahin
Parti Hasaas Insaanon ko to Raviyay he maar daity hain
Aur ye moot bari aziyat naak moot hoti hai
Ajeeb duniya hai?????????
Shadi shuda talaq k chakar mein hain.Ghair shadi shuda k shadi k khaylo mein
Bachon ko bara hone ki jaldi hai
Barron ko bachpan dobarah lotne ki arzoo
Nokari karne wala apne kaam ki sakhtiyon se nalan hain
Bekaron ke laboon par kaam milnay ki dunye hain
Ghareebon ko Ameeron ki zindagi ki hasrat hai
Ameeron ko aik lamha aaram ki tamanna
Mashhoor afraad chupnay ke liya thikana ki talash mein hain
Am log mashhoor ban ne k khayaal mein
Kisi ko maloon nahi ke khushhali ka wahid rasta yeh hai ke jo naemtainn tumhain mili
Iss ki qader jano aur un s Lutaf Uthao.
Insaan sab kuch bhool sakta hai siwaey un lamhon kay
Jab usay apnon ki zarorat thi aur dastiyab naih tha
Ham logon se sirf tak tak lartay hain jab tak hamain un se payra
ki umeed khatam hojati hai to ham larna bhe band kar daitay hain.
ki umeed khatam hojati hai to ham larna bhe band kar daitay hain.
Insaan bhi kya cheez hai????
Doulat kamany ke liye sahet kho deta haiPhir wapas sahet panay ke liye apni doulat kho deta.
Mustaqbil ka soch kar apna haal zaya kar deta hai aur
Phir mustaqbil mein apna maazi yaad kar ke rota hai
Jeeta aisay hai kabhi marna hi nahi aur marta asiay hain
Jaisay kabhi jiya hi nahi ............
Manzilain kabhe kisi k ghar jakar haazri nahi daitin
Raaston par chalnay se he raasty nikalty hain
**************************************************
Aanson ankh se nikal kar gaal pe beh jaen to maltab apka
Takleef howi hai
Lakin Anson Ankh se hotay howa halq mein atak jaen to
Yaqinan kahin andar kuch toota hai