DECEMBER Jab Bhi Aata Hai Poetry - Full Ghazal - Ghazal Urdu

Ghazal Urdu, best urdu poetry, Urdu poetry , Ghazal , Shayari , Sad Poetry And Funny Jokes, urdu best poetry 4u

DECEMBER Jab Bhi Aata Hai Poetry - Full Ghazal

DECEMBER Jab Bhi Aata Hai Poetry





Wo pagli phir se betay mosam ko yaad karti hai

Purane cards parhti hai

Ke jis main usne likha tha

Mai lotoonn ga December mai



Naye kaprey banti hai

Wo sara ghr sajati hai

December ke har aik din ko



Wo gin gin kar bitate hai

Junhi 15 guzarti hai
Wo kuch kuch toot jati tha

Magr phir b
Porani albums ko khhol kar
Maazi ko bolati he

nhi maloom ye os ko
k beeta waqat ki khoshiyan
Boht takleef deti hai

Yoon hi din bet jate hei
December lot jata he 
Magar wo khosh feham larki

Dobra se Calendar main
December main ne k safey ko
Mor kar phir se

December k sehra main dob joti he
k akhir os ne likha tha
Main lotoon  ga December Main







Boht say ghem December mey December ky nhi hoty
Isy bee jonn ka gham tha, magr roya December may



 Btaa zar konsi bhar le ky aya ha January
Tum too kehty tha k boht veran ha December



kaha tha mara humdum ny, mily ghee December may
Loot ao ky meri terha December be thora reh gheeya ha
   


thendi huvaey keya chley mery seher may
Her tarf yadoo ka December bkher gheeya ..

Next 

December jab bhi laut’ta mara khamosh kamray main..
Mere bistar par bikhri hoi kitabain bheeg jati hai



 Ghazal 

Usay kehna k lout aao December lout aya hai
Ik baar to mil jao k December lout aya hai

Usay kehna k bin tere boht raatain guzari hain…
Is to milne aa jao December lout aya hai

Usay kehna judai se Mohabbat kaam Nahi hoti
Yeh duniya ko batla jao December lout aya hai

Usay kehna k chahat ka bharam na tootne dena
K pal do pal hi aa jao December lout aya hai

Usay kehna k tanha hai koi ab bhi
Yeh tanhai mita jao December lout aya hai

GHAZAL


Kaha tha ye December main
Hamain tum milnay aao gay

December kitny guzray hain
Tumhari raahon ko taktay 

Najanay kis December main
Tumhain milne ko aana hai 

December pher say aya hai
Jo tum ab bhe na aye to

Pher tum dekhna khud he
Tumhari yad main ab kay

Akaily hum na royen gaya
Hamara sath dene ko  

Sawan ke bharay baadal
Galay mil mil kay royen gaya

Phr itna pani barsay ga
Samandar she na paye ga

1
Bhuja bhuja, zard zard, madham madham chand
Shayad nisbat issey bhi December se hai
Â