Kaho to laut jate hain
Abhi to baat lambon tak ha saalon tak nhi aai
Abhi muskaanon ki nobat bhi nalon tak nahi aai
Abhi to koi majbori khiyaalon tak nhi aai
Abhi to gard peroon tak hy baalon tak nhi aai
Kaho to laut jate hain
Chalo ek faisal karne shajar ki aut jate hain
Abhi kajil ki dori, surkh galon tak nahi aai
Zubaan datoon talaak hai zehr piyalon tak naheen aai
Ibhi to mushk-e-kustori ghazaloon tak nahin aai
Ibhi rodad-e-beunwaan humaray darmian he duniyan waalon tak nahin aai
Kaho to tout jata hain
Chlo ik faisala karnay sharjer ki out jatan han
Abhi nazdeek hein ghar aur manzil door he apni
Mubada naar ho jayay ye hesti noor hai apni
Kaho to lout jatay han
Chalo ik fasala karnay shajar ki out jatan han
Ye rasta piyar ka rasta
Boht duswar he jana
Keh is rastay ka her zarra bhi ik koshsar he jana
Kaho to lout jatya hain
Maray baray na kuch socho
Rasan ka daar ka rasta
Ye asaiboon bhara rasta
Ye andhi ghar ka rasta
Tumhary gaisoowun ki chaoon mil jayay
To suraj se ulajhna bat he kia he
Utha lo apna sya to meri ouqat hi kia he
Tumhara narm o nazuk hath ho gar here haathon me
To me ye samjho ga
Ke jasay do jahan ho mari muthi me
Tumhara kurb ho to mushkilan kafoor ho jayen
Ye undhay ur kalay rasty pur noor ho jayan
Mujhe maloom hei iten keh dayem zandagi posheeda he in char kadmoon me
Boht si ra hatan muzmir hain in dushwar raston man
Meray baray na kuch socho
Tum apni bat batlao
Kaho to chaltay rhaty hain
Mana k hum galt tha jo tujh sa chahat kar bethey
Per roy ga kabhi to be asi wafa talsh ma
Dil bher jata ha logo ka hum sa sirf chand hi lumho me
Pta ni ye dunya bewafa ha ya mujh me koi kame hai