Gumnam Uljhanon main Guzaren ge raat din | Jaun Elia - Ghazal Urdu

Ghazal Urdu, best urdu poetry, Urdu poetry , Ghazal , Shayari , Sad Poetry And Funny Jokes, urdu best poetry 4u

Gumnam Uljhanon main Guzaren ge raat din | Jaun Elia


Shano pay kis k ashk bahaya karen gaya
Routhy ga kon kis ko manaya kare ge ap

Wo ja raha hai subh e mahabbat ka kawan
Ab sham ka bhi kahin  na jaya krengi ap

Ab kon khud  parast satay ga ap ko
Kis bywafa k naaz uthaya karen ga ap

Pehron shab e firaq main taron ko dekh kar
Shaklen mita mita k banay ge ap


Gumnam Uljhanon main Guzaren ge raat din

By kaar apnay g ko jalaya karen ge aap

Ab lazat e samat e rehro k wastay
Unchay suron main geet na gya krengi ap

Hum julyun ko apni ba sooz e tasawraat
Maazi k wakyaat sunaya karen ge ap

Ab wo shararaton k zamanay guzar gy
Chonkay ga kon kis ko garaya karen ge ap

Furqat main dour e gosha nahine bhi ay ga
Milnay sahelyun say na karen ga aap

Gusay main nokron se Uljhen gi bar bar
Maamoli baat ko bhi barhaya kregi ap

Phir is k baad ek wo manzil bhe aay ge
Dil say mera khyaal hataya karen ge aap

Halaat no ba no k musalsal hajoom main
Koshish say apnay g ko lagya karen ge ap

Ay  ga phir wo dour bhe taga yur dour main
Dil main koi kalish he na paya karen ge aap

Naqsh e kukan ko dil mitna he chahye
Gurzray howay dino ko bhulana he chahye


next

Hijar ki ankhon se ankhein to milatay jaiye
Hijar main karna hai kya yeh to bat tay jaiye

Ban kay khushbu ki udasi rahiye dil kay baagh main
Door hotay jaaiye nazdeek aatay jaaiye mara


Yaad ka sara  sar o samaan jalaty jaaiye
Reh gayi umeed to bar baad ho jaon ga main

Jaaiye to phir mujha Sach much bhulatay jaaiye

Zindagi ki anjuman ka bas dastoor hai
Barh kat mil iye aur mil kar door ho jaaiye

Akhri rishta to hum main ik khushi ik gham ka
Muskuraty jaaiye ansu bahaty jaaiye