Kahin milay to usy ya kehna | Urdu sharyari 4u - Ghazal Urdu

Ghazal Urdu, best urdu poetry, Urdu poetry , Ghazal , Shayari , Sad Poetry And Funny Jokes, urdu best poetry 4u

Kahin milay to usy ya kehna | Urdu sharyari 4u

Kahin milay to usy ya kehna

Kahin milay to usy ya kehna

Kahin milay to usy ya kehna
Main tanha sawan jo beeta chukka ho
Main sary armaan jala chuka hoon
Jo sholay barhktay thy khushioon kay
Wo ansoon se bujha chuka hoon
Kahin milay to usy ya kehan
Begair us kay Udaas hun main
Badlti rut ka qayyas hon main
Bujha de apni muhabbaton se tu
Sullagti sadiyon ki payas ho main
Kahin milay tu usay ya kehna
Jo jazbay mere kuchal gya hai
Wafa kay sanchay main dhal gya hai
Na badlay mousam bhi itni jaldi
Wo jitni jaldi badal gaya hai
Kahin milay tu usy ya kehna
Main chaak daman ko see raha ho
Boht he mushkil main jee raha hon
Diya jo nafrat ka zehar us ne
Samjh ka wo amrat pee raha ho
Kahin mila tu usy ya kehna
Faseel-e-nafrat gira raha ho
Gaya dino ko bula raha hoon
Wo apnay waadon se phir gaya hai
Main apnay waday nibha raha hoon
Kahin milay to usy ya kehna
Ye kis uljhan main jee raha ho
Main apnay saaye se dar raha ho
Jo ho sakay to samait le wo mujh ko
Main tinka tinka bikhar raha ho
Kahin milay tu usy ya kehna
Na dill main koi malal rahky
Wo hamesha apna khayal rahky
Kahin milay tu usy ye kehan
Wo apnay sary ghum muj ko de day
Taman khushiyan wo sanmbal rahky


Mujhay apnay zabet pa naz tha

Mujhay apnay zabet pa naz tha" sar bazm rat ye kya howa
Meri ankh kisa chhalak gi" mujh ranj hai ye bura howa
Meri zindagi k charagh ka ye mizaj koi naya nahi
Abhi raushni abhi tirgi na jala huwa na bujha howa
Mujh ap kyu na samajh sake ye apne dil se puchiye
Meri dastan hayat ka to varaq varaq hain khula howa
Jo narar bachake guzar ga mari samne se ahbi abhi
Ye meri hi shahr ke log thi mire ghr se ghr hai mila howa
Hamen is ka koi bhi haq nahi ki sharik e bazm e khulus ho
Na hamare pas naqab hai na kuchh astin mein chhupa howa
Mujhe ik gali mein pada hua kisi bad nasib ka khat mila
Kahin khun e dil se likha howa kahin ansuon se mita howa
Mujh ham safar bhi mila koi to shikasta hal mari tarah
Koi mazilon ka thaka howa kahin raston mein luta howa

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.