Yousaf na tha magar sar e bazar aa gaye | Faraz Shayari - Ghazal Urdu

Ghazal Urdu, best urdu poetry, Urdu poetry , Ghazal , Shayari , Sad Poetry And Funny Jokes, urdu best poetry 4u

Yousaf na tha magar sar e bazar aa gaye | Faraz Shayari

 Yousaf na tha magar sar e bazar aa gaye 

Yousaf na tha magar sar e bazar aa gaye

Yousaf na tha magar sar e bazar aa gaye
Kush fhemian yeh thi ke khareedar aa gaya


Hum kaj ada chargh k jab bhi hawa chali
Taqon ko chor kar sar e deewar aa gaya

Phir is tarah howa mujh maqtal mein chor kar
Sab charah saaz janib e barbar aa gaye

Ab dil mein hosla na sakat bazoun mein hai
Ab ke muqable pe mere yaar aa gya

Awaz de ke zindagi har bar chup gai
Hum aisa sada dil k har bar aa gya

Soroj ki roshni pe janhain naaz tha Faraz
Wo bhi to zair e saya deevar aa gya

Ahmad Faraz

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.