Best Rahat Indori Urdu
Maza chakha k hi mana hun mein bhi dunya ko
Samaj rahi thi aesa hi chor gu ga usay
Aik hi nadi k hain yeh do kinare dosto
Dostana zindagii se Mout se yaari rakho
Ye saneha to kisi din guzarna wala tha
Main bach bhi jata to ik roz marne wala tha
Ghar se yeh soch k nikla hon k mar jana hai
Ab koi raah dikha day ke kidhar jana hai
Ma ne apni khush ankho se laho chilka diya
Ik smandar kehte tha mujh ko pani chahye
Rahat indori Poetry
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.