Chola phir dhoond leya hum
Chalo phir dhoond layen hum
Unhi masom khushion ko
Unhi rangeen lamhon ko
Jahan gham ka pata na tha
Jahan dukh ki samjh na thi
Jahan bus muskurahat thi
Baharen thi Bahaaren thi
Chol phir dhoond len hum
Usi masoom bachpan ko
K jan sawan barsa tha
To us kaghaz ki kashti ko
Banana aur dubo dena
Boht acha sa lagta tha
Aur is duniya ka har chehra
Boht sacha sa lagta tha
Chalo phir dhoond layen
US MASOOM BACHPAN KO
Jahan bachpan betaya tha
Jahan sanpn sajaya tha
Chola phir dhoond leya hum
Us masoom bachpan ko
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.