Masjid to bana di shab bhar mein imaan ki haraarat waalom ne I Allama iqbal Poetry in Urdu - Ghazal Urdu

Ghazal Urdu, best urdu poetry, Urdu poetry , Ghazal , Shayari , Sad Poetry And Funny Jokes, urdu best poetry 4u

Masjid to bana di shab bhar mein imaan ki haraarat waalom ne I Allama iqbal Poetry in Urdu

 Masjid to bana di shab bhar mein



مسجد تو بنا دی شب بھر میں ایماں کی حرارت والوں نے 
من اپنا پرانا پاپی ہے، برسوں میں نمازی بن نہ سکا 

کیا خوب امیر فیصل کو سنوسی نے پیغام دیا 
تو نام و نسب کا حجازی ہے پر دل کا حجازی بن نہ سکا 

تر آنکھیں تو ہو جاتی ہیں، پر کیا لذت اس رونے میں 
جب خون جگر کی آمیزش سے اشک پیازی بن نہ سکا 

اقبال بڑا اپدیشک ہے من باتوں میں موہ لیتا ہے 
گفتارکا یہ غازی تو بنا ،کردار کا غازی بن نہ سکا
Masjid to bana di shab bhar mein imaan ki haraarat waalom ne
Mann apna puraana paapi hai barson mein namazi ban na sak

Kya khoob ameer e faisal ko sannosi nay paigham diya
Tu naam o nasb ka hijazi hai par dil ka hijazi  bana na saka

Tar aankhain to ho jati hain kya lazzat is ronay mein
Jab khoon e jigar ki amaizish say ashak piyazi ban na saka


Iqbal bara updeshak hai mann baaton mein moh leta hai
Guftar ka ye ghazi to bana kirdaar ka ghazi ban na saka

Allama Iqbal

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.