Zane haseen thi aur phool chun ke laati thi
Zane haseen thi aur phool chun ke laati thi
Mein sher kehta wo daastaab sunati thi
Munafikon ko mera naam zaher lagta tha
Wo jaan bujh k gussa unke dilati thi
Use pta tha mein duniya ni mohabbat ho
Wo mere saamne kuch bhi ni chupaati thi
Ye phool dekh rahe ho ye uska lehja tha
Ye jheel dekh rahe ho yha wo aati thi
Munafikon ko mera naam zaher lagta tha
Wo jaan bujh ke gussa unke dilati thi
Durgesh se door raho log use kehte thi
Wo mera sach hai bahut cheekh ke batati thi
Durgesh ye log tumhe jaante nahi hain abhi
Gale laga k mera hausla badhaati thi
Use kisi se mohabbat aur wo mein nahi tha
Ye bat mujhse jyada use rulaati thi
Mein uske baad kabhi theek se nahi jaaga
Wo mujhko khwaab nahi nhi nend se jagati thi
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.