Tire ishq ki intiha chahta hoTire ishq ki intiha chahta hoMeri sadgi dekh kya chahta haoSitam ho ki ho wada e be hijabiKoi bat sabr amza chahta hoYe jannat mubarak rahe zahidon koK main ap ka samna chahta hoZara sa to dil ho magar shokh itnaWohi lan tarani suna chahta hoKoi dam ka mehman ho ae ahl e mahfilCharag e sahar ho bjha chahta hoBhari bazm mein raaz ki bat kah diBada be adad ho SazA chahta huoAllam Iqbal Baang-e-Dara-1