woh baatein teri fasane tere
woh baatein teri fasane tere
Shagufata Shagufata bahanay tre
Bas aik daagh sajda meri kaayenaat
Jabeenen tri astane tre
Bas aik zakham nzarah hissa ma
Baharen tri ashiyaney tre
Faqeero ki jholi nahi hogi tehi
Hain bhar poor jab tak khazanay tre
Faqeero ka jumghat ghari do ghari
Sharabain tri baadah khanay tre
Zmir sadaf main kiran ka maqam
Anokhay Anokhay thikaane tre
Bahar o khiza kam nigahon ke vahm
Buray ya bhallay sab zamane tre
Adam bhi hai tera hekiyaat kida
Kahan tak gaye hain fasany tre
Poet : Abdul Hameed Adam
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.