Na aati hamein is mein takrar kya thi | Bang-e-Dar : 98 - Ghazal Urdu

Ghazal Urdu, best urdu poetry, Urdu poetry , Ghazal , Shayari , Sad Poetry And Funny Jokes, urdu best poetry 4u

Na aati hamein is mein takrar kya thi | Bang-e-Dar : 98

 Na aati hamein is mein takrar kya thi

Na aati hamein is mein takrar kya thi

Na aati hamein is mein takrar kya this
Magar wada karte howa aar kya thi

Tumhare payami ne sab raz khola 
Khata is mein bande ki sarkar kya thi

Bhari bazm mein apne ashiq ko taada
Tiri ankh masti mein hushyar kya thi

Tammul to tha un ko aane mein qasid
Magar ye bata tarz e inkar kya thi

Khinche khud bakhud janib e tur musa
Kashish teri ae shauq E didar kya thi

Kahin zikr rahta hai Iqbal tera
Fusun tha Koi teri auftar kya thi

Bang-e-dar : 0098 

Poet : Allam Iqbal

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.