Wafa ka ehad tha dil ko sambhalay ke liye
Wafa ka ehad tha dil ko sambhalay ke liye
Woh hans parre mujhe mushkil mein daalnay ke liye
Bandha sun-hwa hai ab baharon ka wahan Tanta
Jahan ruka tha mein kantay nikaalte ke liye
Kabhi hamari zaroorat parre gi duniya ko
Dilon ki barf ko shulon mein dhaalne ke liye
Kunvey mein pheink ke pachta raha hon Danish
Kamand jo thi mnaron pay daalnay ke liye
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.